Dil ne kaha koi tumsa nahi dekha
tumhare chehre jaise kashish ko kabhi pahle nahi dekha
kuch to tha un lamho me jo mai tham sa gya tha
bhul kar khud ko bas tumhara ho gya tha
mere har lamho me tumhari kami khalti chali gayi
in nigaho me tumhari tasveer banti chali gayi
kasak si jagi dal me sirf tumhe gale lagane ki
par na jane kyu tumhe apna banane ki hasrat banti chali gayi
tumhare masumiyat ke sadke me khincha chala gya
tumhari har muskan pe mai marta chala gya
ahsas bhi nahi hua kab tumhare pas, pas ata chala gya
rat dn tumhari yadoo me gujarti chali gayi
tumhari ek jhalak pane ko ye ankhen tarasti chali gayi
dekh tumhe ye dil kitna khush ho jata hai
aj bhi jab tumhara khayal ata hai ek pyari muskan khushi k sath de jata hai
motorcycle leather jacketsFancy dress costumes