Meri pehchan hai wo
Meri jaan hai wo
Mere dil ka arman hai wo
mere spno ki shaan hai wo
kabhi hansti hai, kabhi roti hai
kafi jaldi naraz wo hoti hai
hmesha kuch na kuch sochti hai
bolna shuru kare to chup rehti nahi
chup rahe to kuch bolti nahi
waqt s pehle kuch karti nahi
sachai se wo darti nahi
dar ho jis me kaam wo karti nahi
mere alawa kisi pe marti nahi
kisi ki burai wo kar nahi sakti
khud ki burai wo sun nahi sakti
jhoot wo kabhi bol nahi sakti
mohabbat me uski itni jaan hai k
sara jahan pareshan hai
hontho pe uske hai sirf mera naam
khuda ne diya hai mjuhe ye inaam
mere jism me har pal mehekti hai
mere dil me dhadakti hai
uske naam se ho subha
uske naam se ho shaam
phli dafa piya hai hum done ne mohabbat ka jaam
pata nahi kya hoga iska anjaam
dua karna dosto hamare liye
Yunus hai mera, ADEN hai uska naam
stair manufacturerlesbian dating