aaj dulhan k lal jode me usse uski sakhiyo ne sajaya hoga.
meri jaan ke gore hatho ko mehndi se sajaya hoga..
bahut gehra chadha hoga mehndi ka rang us mehndi ka rang,
us mehndi me usne mera naam chupaya hoga,
reh reh k ro padi hogi jab jab khyal mera aaya hoga.
lag rahi hogi bahut hi sunder woh aaj
dekh kar usko chand b sharmaya hoga.
aaj meri jaan se apne maa baap ki izzat ko bachaya hoga,
usne beti hone ka har farz nibhaya hoga.
majboor hogi woh sabse jyada
sochta hu kis tarah usne khud ko samjhaya hoga,
apne hatho se humare khaton ko jalaya hoga.
khud ko mazbut bana kar meri yaado ko mitaya hoga,
bhuki hogi woh jaanta hu mai
mere bina usne kuch na khaya hoga
kaise sambhala hoga usne khud ko jab fairo me khud ko jalaya hoga
par sochta hu kya in sab k beech usse
mere dil ka ek baar b khayal aaya hoga?
work at home|
vince delmonte