Karta Hoon Pyar Tujse, Duniya Mein Sabse Jaada..
Karta Hoon Ikraar Tujse, Duniya Mein Sabse Jaada..
Pal Bar Ki Judaai Bi Lagti Hai Muudhatt-e-sadhiyon Jaissi..
Haan Jaana Karta Hoon Vishwaas Tujpe, Duniya Mein Sabse Jaada...
Bassaa Rakhaa Hai Iss Dil Mein Tuje, Duniya Mein Sabse Jaada..
Kiya Hai Yaad Har Lamha Tuje, Duniya Mein Sabse Jaada..
Paaya Hai Tuje Jabse,Ban Gayaa Hai Mere Liye Tu Khuda Se Bi
Badke..
Tujko Hi Chaahoonga Tujko Hi Poojoonga, Jab Tak Hai Jaan Iss
Tann Mein..
Karta Hoon Pyar Tujse, Duniya Mein Sabse Jaada.....
Wedge PillowLap band surgery in Mexico