yoon naa sataao hume dil jal jaata hai,yun naa baat karo sabse dil rooth jaata hai,na jaane tumhaare dil mein kya hai,hum hain ki apne dil ko samjha nahi paate,na jaane kab tak badhne denge zakhm dil ke,hum hai ki maare sharam ke kuch pooch bhi nahi paate,aasaan hai,humne to kaagaz pe likh diya dil ka haal,mushkil hai,labz humaare kuch bayaan nahi kar paate,ki kaash aisa ho sakta,ki kaash waisa ho sakta,ki kaash sacche diwaalo ki sirf ek fariyaad poori ho paati,phir humne toh apni har frariyaad mein sirf aapko maanga hai..
Southindian ActressModelingPhotos