rehta hu ghar mein rait ke khata nahi khauf lehro se....
shab-e-kayamat mein bhi talash-e-junoon ki karta hu dar-badar....
thahare huey dariya mein jab ubhar aati hai chandani....
sard hawaoen mein phir jag jati hai kashish-e-yaar ki....
gumnaam se chehre ko diya waqt ne hunar-e-qatl ka....
ghira rehta hu qatiloen se aur ranjish ka sabab poochta hu.......
mein apney muqaddar se ghabra ke tujhe dhoondhta hu...
free psychicsfreerx