toote hue pattar ko joda nahi jaatha
garajti baadal ko roka nahi jaatha
kis ummeed se toote dil par ro rahi ho
dil kya sirf tumhara hi hey jo toot gaya
baarish aati hey tho jahaan mein nayee jaan aati hey
chaand chala jaata tho naya ujaala dedetha hey
ek chees gaya tho doosra aajatha hey
ahi zamaane ki dastoor hey
kaash is nazakiyat ko koi yahan samaj saktha
Indiana life insurance lawyerspersonal injury lawyers